Hello Swimmers Aaj Ham Swimming Se Related Kuch Or Interesting Facts Ko Dekhenge. Niche Comment Me Jarur Likh Kar Btayiyega Ki Ye Sare Facts Aapko Kaise Lage.
Kuch Interesting Swimming Facts –
- Breaststroke Oldest Swimming Stroke Hai Jo Ki Olympics Me Sabse Slowest Stroke Bhi Hai.
- Jitne Bhi Elite Swimmers Hai Unme Se 50% Se Bhi Jyada Ko Shoulder Pain Rhta Hai.
- Elephant Apne Trunk Ko Water Ke Bahar Karke 20 Miles Tak Bina Ruke Swimming Kar Skta Hai.
- Egypt Me Kuch Aise Ancient Drawing Mili Hai Jisse Yeh Pta Chalta Hai Ki 2500AD Me Bhi Log Swimming Karte The Means Aaj Se 10000 Year Phle Se Hi Human Swimming Karna Sikh Chuke The.
- Olympics Me Sirf Men Ko Hi Participate Karne Ko Diya Jata Tha Lekin 1912 Se Rules Change Kiye Gaye And Women Ko Bhi Participate Karne Ka Mauka Mila.
- First Cruise Ship Jisme Swimming Pool Bhi Tha Uska Name TITANIC Tha.
- 1985 First Man Jisne English Channel Ko Cross Kiya Wo The Captain Matthew Webb.
- August 6th 1926, Jo First Woman Jisne English Channel Ko Cross Kiya Wo Thi Gertrude Ederle.
- Swimming Ko Olympic Event 1896 Me Bnaya Gya.
- USA Me Lagbhag 65000 Logo Ko Swimming Karna Nahi Aata.
- Kangaroos Ek Excellent Swimmers Ki Category Me Aata Hai.
- First Swimming Race Japan Me Record Hui Thi.
- Olympic Size Swimming Pool Me 700,000 Se 850,000 Gallon Water Aata Hai.
Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi
Join Us:-
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi
- Facebook► SwimSwam Hindi
- Pintrest► SwimSwam Hindi
- Flipboard► SwimSwam Hindi
- Swimswam Hindi Whatsapp ► +917237873486 Or SwimSwam Hindi
- Telegram: SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega