FINA Ne Ye Confirm Kar Diya Hai Ki Ek Saal Ke Liye Postponed Hui 2022 World Junior Championships Mei Wo Age Eligibility Extend Nahi Karenge.
FINA Usual Age Ranges Use Karega, Jiska Matlab Hai Ki Girls Jinki Age 14-17 Hai Wo Aur Boys Jinki Age 15-18 Hai.
- Girls:- 14-17 Years On 31 December 2022 (Born 2008,2007,2006, & 2005)
- Boys:- 15-18 Years On 31 December 2022 (Born 2007,2006,2005, & 2004)
Countries Jaise Ki Britain Ke National Selection Criteria Ne Already Indicate Kar Diya Tha Ki Yahi Case Hai, FINA Ki Announcement Ne Ye News Bhi Confirm Kar Di Hai.
Other Events Jo Ki COVID Ki Wajah Se Postponed Kiye Gaye Hai Unhone Athletes Ki Age Eligibility Extend Karne Ke Liye Bol Diya Hai.
Example Ke Taur Par Dekhe Toh, The World University Games Jo Ki 2 Baar Postponed Ho Chukka Hai Par FISU Ne Kaha Hai Ki Jab Bhi Competition Hoga Toh Students Ka Status Original Date Of Competition Ke According Dekha Jayega.
The 2022 FINA World Junior Championships August 23-28 Tak Kazan, Russia Mei Hone Wali Thi. Par FINA Is Year Ke Liye Apna Calendar Re-Evaluate Kar Rahi Hai.
FINA Ne Abhi Tak Koi Bhi Explanation Nhi Provide Kiya Hai Ki Unhone Eligibility Extend Karne Ka Decide Kyu Nhi Kiya Hai.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi