You are working on Staging2

Olympic Swimming Champ Jenny Thompson Ready Hai New Opponent Ke Liye

Jenny Thompson Abhi Bhi Speed Se Pyaar Karti Hai. Par Abhi Wo Pool Ki Jagah Ek Operating Room Mei Perform Kar Rahi Hai. America Ki Greatest Olympic Swimmers Mei Se Ek Thompson, Coronavirus Se Fight Karne Ke Liye Frontline Par Kaam Kar Rahi Hai As An Anesthesiologist At The VA Medical Center In Charleston, South Carolina.

“Mujhe Wo Chize Pasand Hai Jo Tezi Se Ho Jaati Hai,” Unhone Ek Telephone Interview Mei Kaha. “Operating Room Mei, Chize Tezi Se Hoti Hai.”

Thompson Ne 4 Olympics Mei Compete Kiya Tha, 2004 Athens Games Ke Baad Retire Hone Se Pahle Unhone 8 Golds Aur Overall 12 Medals Jeet Kar Apne Naam Kiya Tha. Uske Baad Unhone Apne Dusre Passion Jo Ki ‘Health Care’ Hai Us Par Dhyaan Dena Start Kar Dia.

Massachusetts Native Ne Anesthesiology Choose Kiya Kyu Ki Ye Swimmer Ke Personality Ko Fit Rakhta Hai.

“During Surgery Mujhe Helping Patients Ka Acute Nature Pasand Hai,” Thompson Ne Kaha. “As A Sprinter, Physiology Mei Huye Fast Changes Ko Mai Appreciate Karti Hu. Aap Drugs Dete Hai Aur Uska Result Bhi Immediate Dekhte Hai.”

7 Years Tak Private Practice Mei Work Karne Ke Baad, Unhone Charleston Mei Move Kar Diya Tha Apne Husband Aur Two Young Kids Ke Saath Jo Abhi 4 & 7 Years Ke Hai.

Coronavirus Outbreak Ne Unke Job Mei Whole New Element Add Kar Diya Hai.

“Jab Maine Ise Aate Huye Dekha, Mujhe Bahot Fear Tha Is Baat Ka Ki Mai Protected Hu Ya Nahi,” 47-Year-Old Thompson Ne Concede Kiya. “Jab Humlog Ke Paas Adequate PPE (Personal Protective Equipment) Ho Gaya, Tab Mujhe Laga Ki Ab Mai Ready Hu.”

Is Virus Ka South Carolina Mei Abhi Bhi Major Impact Hona Baaki Hai, Yaha Abhi Tak 6500 Cases Record Kiye Gaye Hai Jisme Se Less Than 300 Deaths Hai. VA Hospital In Charleston Ne Abhi Tak Sirf Covid-19 Ke Ek Serious Case Se Hi Deal Kiya Hai Aur Kuch Un Patients Ko Bhi Jinme Milder Symptoms Strike Huye The, According To Thompson.

Thompson Ko Pata Hai Ki Numbers Isse Bhi Worse Ho Sakte Hai, Especially South Carolina Mei Jo Ki Un States Ki List Mei Aa Chukka Hai Jo Phir Se Reopen Honge Bhale Hi Death Toll Climb Kar Raha Hai Towards 70,000 Ke.

“Hume Social Distancing Ko Seriously Lena Padega,” Unhone Kaha. “Hume Masks Pahanna Padega. 6 Feet Ki Doori Banana Hogi. Parties Karne Se Bachna Hoga. Hume Apni Apni Social Responsibility Nibhani Hogi. Mujhe Pata Hai Ki Ab Hume Open Up Hone Ki Jarurat Hai, But Ye Hume Smartly Karna Hoga,Based On Data. Hume Tab Hi Ye Karna Chhaiye Jab Ye Region Ke Liye Appropriate Ho.”

Thompson Ke Paas Abhi Bhi Wo Fierce Competitiveness Hai Jisne Unhe Pool Mei Itna Behatreen Perform Karne Diya. Par Abhi, Wo Far More Daunting Opponent Ke Khilaf Lad Rahi Hai.

“Apne Swimming Career Ke Through, Maine Mental Toughness Ke Bare Mei Sikha Aur Ye Bhi Jaana Ki Adverse Situation Mei Kaise Deal Kiya Jaata Hai,” Unhone Kaha.

“Mere Around Jitney Bhi Log Hote Hai Mai Unme Bhi Mental Toughness Ko Extend Karne Ka Try Karti Hu. Ye Ultimate Challenge Hai Jo Hum Mei Se Kisi Ne Kabhi Face Kiya Hoga.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments

About Braden Keith

Braden Keith

Braden Keith is the Editor-in-Chief and a co-founder/co-owner of SwimSwam.com. He first got his feet wet by building The Swimmers' Circle beginning in January 2010, and now comes to SwimSwam to use that experience and help build a new leader in the sport of swimming. Aside from his life on the InterWet, …

Read More »