Ye News 7 August Ko Deccan Herald Par Post Hui. Country Me Sports Ko Promote Karne Ke Liye, Union Minister Rajyvardhan Rathor Ne Media Ko Btaya Ki Next Year Se Schools Me Game Period Ko Madatory And Syllabus Ko 50% Tak Reduce Kiya Jayega.
Rajyavardhan Rathore Ne Btaya Ki – “Ham Ab Is Stage Par Aa Gye Hai Jaha Sports Aap Education Ka Sirf Ek Part Nahi Hai Balki Ye Education Hi Hai , Ministry Of Education Ne Ye Ensure Kiya Hai Ki 2019 Se Schools Ke Syllabus Ko 50% Tak Reduce Kiya Jayega And Sports Period Ko Regular Basis Par Krwaya Jayega”
Rajyavardhan Rathore Ne Btaya Ki Ministry Kuch Chize Plan Kar Rhi Hai Jisse Sports Or Jyada Relevant Ho Sake.
“Iss Year, Hmare Pass 20 Specialised Sports Schools Honge And Government Of India Har Ek Me 7-10 Crore Lga Kar Usko Or Bdhayegi. Ye Idea Bilkul Clear Hai Ki Har Ek School Me 2 Se 3 Main Sports Honge Taki Wo Puri Tarah Focused Rahe”
Join Us:-
- Facebook► SwimSwam Hindi
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi