Indian Long-Distance Swimmer Rohan More Ne Cook Strait Jo Ki New Zealand Ke North And South Islands Ke Beech Me Hai Use 8hr And 37min Me Swimming Kar Ke Paar Cross Kiya Hai, Or Isi Ko Paar Karne Ke Baad Rohan More First Asian And The Youngest Swimmer Ban Gye Jinhone Cook Strait Swimming Karke Coss Kiya Hai.
Lambe Time Tak Weather Ki Condition Khrab Hone Ke Karan Rohan Ko Wait Krna Pda, Aur 9th Feb Ko Finally Rohan More Ne Cook Strait Paar Kiya. Phle 5hr Rohan Ko 19 Degree Celsius Ke Water Me Swimming Karna Pda Jo Ki Normal Tha Lekin Achnak Se Water Ka Temperature Ekdam Se Down Chla Gya Or 4 Degree Ke Approx Pahuch Gya. Lekin Is Change Se Rohan Ko Kuch Khas Frk Nahi Pda Kyuki Wo Har Challenge Ke Liye Tyar The. Or Finally Rohan Ne Apni Swimming Complete Kri Or Rohan World Ke 9th Aise Person Hai Jinhone Cook Strait Ko Cross Kiya Ho. Rohan Ne Apna First Marathon 11 Ki Age Me Pura Kiya Tha.
Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi
Join Us:-
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi
- Facebook► SwimSwam Hindi
- Pintrest► SwimSwam Hindi
- Flipboard► SwimSwam Hindi
- Swimswam Hindi Whatsapp ► +917237873486 Or SwimSwam Hindi
- Telegram: SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega