73nd Glenmark Senior National Aquatic Championships 2019
- Date: 31st August – 4th September 2019
- Address: Prakash Taran Pushkar, Link Road No.1, Tulsi Nagar, Bhopal
- Course: 50m
- Host: Madhya Pradesh Swimming Association
Glenmark 73nd Senior National Aquatic Championships 2019 31st August – 4th September 2019 Tak Prakash Taran Pushkar, Link Road No.1, Tulsi Nagar, Bhopal Me Hoga, Is Championships Ko Madhya Pradesh Swimming Association Organize Kra Rha Hai.
Day 1 Se Hi Record Ka Break Hona Start Ho Chuka Jisme Kushagra Rawat, Virdhwal Khade Ne Apne Apne Events Me New Meet Record Bnaye. Virdhawal Khade Ne Na Sirf 50m Freestyle Me 22.44 Ka New Meet Record Bnaya Balki Olympic Ka B Qualification Bhi Hasil Kar Liya. Jo Ki India Ke Liye Behad Hi Khas News Hai.
- Iske Alawa Jo Records Bne Unme 1500m Me Khushagra Rawat Ne 15:41.45 Ka Time Krke Advait Page Ka 15:42.67 Ka Record Break Kiya.
- Srihari Nataraj Ne Apna Hi Record 2:02.37 Ka Break Karke 2:02.29 Ka New Meet Record Time Bnaya.
- Team Maharashtra Ne Women 4*100m Freestyle Relay Me 4:03.05 Ke Purane Record Ko Tod Kar 4:02.90 Ka New Meet Record Bnaya.
- Mixed 4*50m Medley Me Team Karnataka Ne RSPB Ke Purane Record Time 1:51.06 Ko Break Karke 1:50.65 Ka New Meet Record Bnaya.
Results:
Men:
50m Freestyle:
Virdhawal Khade (Mah) 22.44 (NMR)
Viraj Prabhu (Railways) 23.39
Mihir Ambre (Mah) 23.76
1500m Freestyle:
Kushagra Rawat (Del) 15:41.45 (NMR)
Sushrut Kapse (Railways) 16:29.27
Aneesh Gowda (Kar) 16:32.28
200m Backstroke:
Srihari Nataraj (Kar) 2:02.29 (NMR)
Siva S (Kar) 2:07.11
Arvind Mani (Services) 2:10.24,
4x100m Freestyle Relay:
Karnataka 3:30.45,
Services 3:31.04,
Maharashtra 3:31.18,
Women:
200m Backstroke:
Maana Patel (Guj) 2:21.74,
Suvana Baskar 2:22.30, 2;
Soubrity Mondal (Ben) 2:23.55,
400m Individual Medley:
Richa Mishra (Pol) 5:05.49,
Apeksha Fernandes (Mah) 5:12.91,
Shakti B (TN) 5:13.19
4x100m Freestyle Relay:
Maharashtra 4:02.90 (NMR)
Karnataka 4:09.88,
Tamil Nadu 4:13.25
Complete Results Dekhne Ke Liye Click Kare
News, Tips And Workout Ke Liye Aap Swimswam Hindi Ko Visit Karte Rahe And Facebook Par Bhi Swimswam Hindi Ko Like Kar Le.