Isme Koi Doubt Nhi Hai Ki Diving Ek Spectacular Olympic Sport Hai Wo Bhi Huge Fan Following Ke Sath But Abhi Bhi India Mei Apna Mark Banana Mei Asafal Raha Hai.
Several Decades Neglect Krne Ke Baad, Swimming Fedaration Of India Efforts Laga Raha Hai Diving Ke Liye Identity Banana Mei- Jisme 2 Arjuna Awardees Bhi Hai, Bajrangi Prasad (1961), Aur Manjari Bhargava (1974).
SFI Ne Army Sports Institute (ASI), Pune Se Urge Kiya Hai Ki Wo Camps Host Karein Jisse Ki Non-Services Divers Ye Facility Avail Kar Sake Apne Campus Mein. Federation Is Baat Ko Lekar Bhi Keen Hai Ki Foreign Coach Ko Rakhenge Aur Facilitate Karenge International Swimmimng Federation (FINA) Scholarships Ko Indian Divers Ke Liye.
Progress:
Mayur Vyas, Jo Ki FINA Technical Committee Member Hai Aur International Judge Bhi Hai Aur Inhone Olympics Mei Officiated Bhi Kiya Hai, But Last 40-50 Years Mei Sports Bhi Bahot Change Hua Hai.
“Pahle Sirf Wooden Boards Ka Use Kiya Jaata Tha. Techniques Different Hoti Thi. Par Ab Standards Bahot Badh Chuke Hai. India Ne Bhi Kaafi Improvement Show Ki Hai. Hamare Divers Bhi Medals Jeeta Rahe Hai Asian Junior Championshipa Mei,” Vyas Ne The Hindu Se Kaha.
“Siddharth Pardesi Ne World Championships Mei Compete Kiya Tha. Unhone FINA Scholarship Bhi Jeeta (2019 Mei Aur 1 Saal Ke Liye Kazan,Russia Mei Trained Bhi Huye).Ab Wo Canada Mei Trained Kiye Jayenge Aur Kuch Events Mei Poarticipate Bhi Karenge. Jo Ki Ek Acha Exposure Hoga. Unhone Kaha Ki Woman Diver Ko Bhi Scholarship Dene Kle Liye Hum Utne Hi Intended Hai.
Sports Ke Development Mei Infrastructure Ek Major Block Ki Tarah Hai. “Sirf ASI Ke Paas Hi Proper Infrastructure Hai. Humne Un Ko Request Kiya Hai Ki Apne Prem,Ises Mei Campus Open Karein Jisse Jyada Divers Ko Opportunity Milegi Facilities Ko Use Karne Ke Liye.
“Inmfrastructure Build Karna Expensive Affair Hai. Aapko Ek Dry Chamber Ki Jarurat Hoti Hai 18,000-19,000 Square Feet Area Mei Wo Bhi Dry Pit Ke Sath. Iske Sath Aur Bhi Equipmemnts Ki Jarurat Padti Hai Jaise Ki Trampoline, Twisting, Aur Somersault Belts,” Unhone Kaha.
Foreign Coach Ko Appoint Karna Bhi Priority List Mei Hai, “Maine Kuch Australian Aur American Coaches Ko Contact Kiya Hai,” Vyas Ne Add Krte Huye Kaha.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi