Sportstar The Hindu Ki News Me Tamil Nadu Ke Ek Swimmer ke bare me Palk Strait Ko Cross krne ki news nikli. Open Water Swimming Competition Mai National Gold Medal Winner, 10 Years Old R. Jai Jaswanth, 10 Hours And 30 Minutes Mai Talaimannar Se Danushkodi Tak Mai Swimming Karne Wale Sbse Kam Age Ke Swimmer ban Gye Hai
April 1994 Mai 12 Years Ki Age Mai 16 Hours Mai Indian Swimmer Kutraleeswaran Ne Palk Strait Swimming Krne Ke Baad, Thursday Ko Jaswanth Ne Under 11 Year Category Mai Record Holder Bane. Jaswanth jo ki itne young hai, Wednesday ki evening ko fishinf boat se rwana hone ke baad ooramalai point, talaimannar se apni swim subh 4 baje se start kari and arichal munai, danushkodi par 2:30pm ko30k mkisooriko cover karte hue pahuch gaye.
Tamilnadu Ke Sports Development Authority Ke Coach M Vijya Kumar Ne Kaha, “ Weh Sabse Kam Time Mai Palk Strait Ko Paar Krne Wale Sbse Young Swimmer Hai Aur Ye Ek Remarkable Achievement Hai
Kumar Ke According, Jaswanth Ke Pass Beach Pe Rehne Ke Dauran Breakfast Aur Drinking Ke Liye chota Break Tha . Swimmer Ke Pass International Maritime Boundary Line (IMBL) Tak favorable Sea Conditions The Jiske Baad Dhanuskodi Tak Kam Tide Dekhe Gye.
Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi
Join Us:-
Facebook► SwimSwam Hindi