Sunday Ko New Delhi Mein Huye All-India Medical University Swimming Competition Mei Government Medical College, Salem, Ke 2nd Year Mbbs Student Ne Two Different Categories Mein Gold Aur Bronze Medal Jeete.
Chennai Ke VS Gokulnath Ne 100m Freestyle Mei 1st Place Aur 50m Butterfly Category Mei Bronze Medal Jeete. Unhone Kaha Ki Country Ki 50 Medical Universities Ne 500 Participants Ne Is Event Mei Participate Kiya Tha. “Most Of The Particiapnts Kaafi Acche The Aur Ye Ek Tough Competition Tha.” Unhone Kaha.
Tamilnadu Ne Jeeti Overall Championship Jisme Se 8 Golds, 11 Silvers Aur Bronzes Medal Jeete.
Gokulnath Ne Swimming 4th Class Se Hi Start Kar Di Thi. 2 Saal Baad 2009 Mein, Unhone Apne Pahle Swimming Competition Mei Participate Kiya Tha Par Usme Unhe Kpi Medal Nahi Jeeta Tha. Is Baat Ko Ek Challenge Ki Tarah Lekar Unhone Aur Hard Training Start Kar Di. Same Year Mein Unhone State Level School Competition Mein Bronze Medal Jeeta. “Us Medal Ne Mere Confidence Ko Kaafi Boost Kar Diya Tha.” Gokulnath Ne Toi Ko Bataya.
2010 Se Wo National-Level Competition Mei Participate Karne Ke Liye Eligible Ho Gaye The. Unhone Backstroke Category Mei 4 Medal Jeete Including Gold Medal. Unhone 2017 Mei Us Mein Huye International Competition Mei Participate Kiya Tha Aur Semi-Final Tak Pahoche The.
Gokulnath Ne Kaha Ki Unka Aim Hai Ki 2024 Olympics Mein Gold Medal Jeetna.
Gokulnath Ne Bataya Ki Study Par Concentrate Karne Ki Wajah Se Wo Acche Se Swimming Training Nahi Kar Paate The. “Jab Mai Exams Ke Liye Prepare Kar Raha That Oh Maine Nearly 15kg Wait Gain Kar Liya Tha.But Ab Mai Olympics Ke Liye Gold Aur Education Dono Par Focus Karunga.” Gokulnath Ne Kaha.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi