Specially-Abled Girl Jiya M. Rai Jinhone World Record Complete Kiya Tha December Mein Mumbai-Goa-Palghar Swim Karke. Unhe Open Water Swimming Mein Unke Multiple Laurels Ke Liye Prestigious Shriver-Kennedy Student Achievement Award 2023 Se Sammanit Kiya Gaya Hai.
Is Award Ko 19th January Ko Florida Se Hui Ek Virtual Ceremony Mein Jiya Jo Ki 14-Years-Old Ki Hai Unhe Division On Autism And Developmental Disabilities (DADD), USA Ne Present Kiya, Aisa Jiya Ke Proud Father, Indian Navy MC-At- Arms Madan Rai Ne Kaha.
Unhone Bataya Ki DADD Ek Special Interest Organisation Hai Exceptional Children Ke Liye. Ye World Ki Largest International Professional Body Hai Jo Ki Dedicated Hai Jiya Jaise Disable Students Ko Support Krne Ke Liye Jo Ki Autism Se Suffer Kar Rhe Hai.
Two Years Ki Age Mein Jiya Autism Spectrum Disorder Aur Delay In Speech Se Diagnosed Ki Gai Thi Aur Unki Medical Advice Ke Baad Unke Parents Ne Unhe Swimming Ke Liye Encouraged Kiya. Unke ‘Repetitive Knocking’ Ke Based Par Water Unke Liye Ek Therapy Ki Tarah Kaam Karta Isliye Unhe Swimming Krne Bola Gaya.
December 29, 2022 Ko Jiya Aur Unke Sath 5 Logon Ne World’s Longest Open Water Relay Swimming Jo Ki 1,100 Km Kit Hi Mumbai-Goa-Palghar Tak Arabian Sea Mein Use Complete Kiya Tha. Six Member Team Of Champions Ki Wo Youngest Aur Akeli Female Swimmer Thi Aur Unhone Guinness World Records Bhi Achieve Kiya.
Iske Pahle Wo Youngest Aur Fastest Female Swimmer Bann Gait Hi World Mein Jinhone 29 Km Ki Wide Palk Strait Swim Kiya Tha 13 Hrs 10 Minutes Mein Is Wajah Se Unhe Pradhan Mantri Rashtriya Bal Puraskar Award- 2022 Bhi Diya Gaya Tha.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi