Nana Rao Swimming Pool Project, Jo Ki Two Months Se Delayed Ho Chukka Hai Wo Is Year March Tak Complete Ho Jayega. Divisional Commissioner Raj Shekhar Ne Nana Rao Park Phool Bagh Mein Visit Kiya Aur Observe Kiya Ki Pool Ka 80% Kaam Complete Ho Chuka Hai.
Ye Pahla International Level Ka Pool Tha Jo Ki Kanpur Mein Bana Tha 1968 Mein Jaha Par Sabhi Age Groups Ke Log Swimming Practice Ke Liye Jaa Sakte The Aur Kai Saare Several States Aur National Events Ko Witnessed Kiya Hai. Improper Maintenance Aur Old Water Filtration Plant Ki Wajah Se Ye Closed Ho Gaya Tha, Kanpur Smart City Ltd Ne Ise 13.71 Crore Ke Cost Par Ise Renovate Krne Ka Decide Kiya Au Rise Modern Pool Ki Tarah Developed Kiya. Renovation Project Ke Under Pool Fully Covered Hai Aur Ise Year Mein 8 Months Tak Use Kiya Jaa Sakega. Pool Ka Dimension 50*18 Metre Ka Hone Wala Hai Six Lanes Ke Sath Jo Ki Olympic Aur Fina Norms Ke According Hai. Ye Pool Sabhi Modern Equipment Se Equipped Hoga. Roof Ventilators Ko Use Kiya Jayega Humidity Ko Control Krne Ke Liye Aur Adequate Energy Efficient Lighting Arrangements Bhi Kiye Jayenge Taaki Late Hours Tak Swimmers Benefits Ko Enjoy Kar Sake. Isme Separate Change Rooms Honge Men Aur Women Ke Liye Aur Yaha Par CCTV Aur Wi-fi Se Equipped Hoga.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi