Indian Swimmer Srihari Nataraj Confident Hai Olympic A Qualification Mark Jaldi Hi Achieve Kar Lenge Jaldi Hi Aur Tokyo Mei Hone Wale Mega Event Mei Apna Quota Secure Kar Lenge, Jo Ki July 23 Se Shuru Ho Raha Hai. Inhone Uzbekistan Open Mei Bahot Accha Perform Kiya National Record Bhi Banaya Par A Cut Achieve Karne Se 0.22 Seconds Se Piche Rah Gaye.
Ab Take K Bhi Inian Swimmer Ne Olympics Mei Direct Qualification Nhi Kiya Hai. Srihari Nataraj Recently Hui Uzbekistan Open Mei Is Cut Ko Achieve Karne Ke Bahot Close Aa Gaye The But Sirf 0.22 Seconds Se Short Rah Gaye.
Halaki, Unhone 54.10 Aur Final Mei 54.07 Ki Timing Ke Saath Couple Of National Record Banaye Hai. Srijhari Nataraj Confident Hai Olympic A Qualification Ke Liye Aane Wale Monte Carlo (Mare Nostrum Tour) K Liye Jo Ki May 29 Se Start Hoga.
Abhi Tak B Cut Hasil Krne Wale Indian Swimmers-
- Virdhawal Khade (50m Freestyle)
- Srihari Nataraj(100m Backstroke)
- Kushagra Rawat(400m,800m,1500m Freestyle)
- Sajan Prakash(200m Butterfly)
- Aryan Makhija(800m Freestyle)
- Advait Page(800m Freestyle)
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le