‘Dolphin Ratheesh’ ke naam se jaane jaane wale ye lifeguard aur swimmer water mei apne haath aur pair baandh kar swim karne ke liye jaane jaate hai. Unki most recent feat Thursday, November 18,ko hui jab unhone across the channel 10 km stretch kiya jo ki southern India ki cities Trivandrum aur Shoranur ko connect karta hai.
Unka World Record Attempt successful raha local news source The Hindu ke according. Unke efforts ne significant amount ka attention garnered kiya tha, jisme several boats thi aur hundred se bhi jyada spectators dikhe jo unki swim ko support karte huye Dolphin Ratheesh cheer karte huye ek video tape mei dikhe jo unhone apne Instafram account par post kiya hai.
Dolphin Ratheesh ne Kerala Tourism Development Corporation Limited jo ki Kerala mei 2006 se hai usme as a lifeguard kaam kiya hua hai. Lifeguard ke saath saath wo as a research, swim trainer aur rescue diver ki tarah bhi kaam karte hai.
‘Adventure Swimming’ ke liye unka passion 2002 mei develop hua jab unhone 50-foot-high Neendakara Bridge se jump kiya aur apne chaaro limbs baandh kar 500 meters swim kiya. Unki aur bhi undertakings mei Arabian sea mei tangasseri Pulimuttu se Kollam beach tak 2-kilometer Stretch bhi hai wo bhi hands aur feet tie kiye huye.
Dolphin Ratheesh ne The Hindu ko diye gaye Interview mei explain kiya ki unka goal hai ki wo apne limbs bandhe huye fashion mei English channel swim kare.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.