July Mai Wapas World Champion Mai 200 Butterfly Mai Apne Earth-Shattering World Record Ke Baad, Hungarian Kristof Milak Ne Tokyo Mai 2020 Olympic Ke Liye Gear Up Kerne Ke Liye Training Mai Wapas Aa Gye Hai.
Halanki, Is Event Mai Eight-Tenths Of A Second Se History Mai Sabse Fastest Person Banne Ke Bad Bhi The 19-Year-Old Ne 200 Fly Se Agle Kuch Month Tak Duur Rhne Ka Socha Hai.
Mai Olympics Mai Bhi Stress Nhi Lena Chahta, Mai Competition Mai Enjoy Kerna Chahta Hu Aur Mai Other(Distances) Aur Other (Strokes) Ke Liye Practice Kerna Chahta Hu Aisa Unhone Kaha. Unka Khna Hai Ki Wo Abhi Apni Speed Pr Jyada Focus Kerna Chahte Hai .
Ek Follow Up Question Ke Baad, Agar Wo Swimming Mai Sabse Grueling Events Mai Se Ek Ke Liye Practice Se Hate Kerta Hai Tb Milak Ne Jewab Diya, Nhi Mai Kuch Time Ke Liye Swimming Ki Tarah Feel Nhi Kerta Hu. Mai Isse Thoda Disturb Ho Gya Hu Aur Mujhe Aane Wale Weeks Ya Months Mai Ye (Swimming) Practice Kerne Ki Need Feel Nhi Hoti Hai.
Pura Interview Padhne Ke Liye Yaha Click kare
Other News:
Glenmark 73nd Senior National Aquatic Championships 2019
News, Tips And Workout Ke Liye Aap Swimswam Hindi Ko Visit Karte Rahe And Facebook Par Bhi Swimswam Hindi Ko Like Kar Le.