You are working on Staging2

Stroke Ko Improve Karne Ka Sabse Best Method

Bahut Se Swimmers Ko Ye Problem Hogi Ki Vo Stroke Ki Shi Technique Nhi Samajh Pate Jaahir Si Baat Hai Ki Swimmers Khud Ki Technique Ko Pani Me Swim Kerte Wqt Nhi Dekh Sakte Aur Saath Hi Saath Ye Bhi Nhi Ho Pata Ki Koi Bahar Khada Aadmi Usko Swim Kerte Wqt Hi Bole Ki Uske Stroke Me Kya Kami Hai Lekin Agar Swimmer Swimming Kerte Wqt Apni Video Recoding Kerwa Ke Usko Dekhe To Swimmer Khud Dekh Ke Apna Stroke Shi Kr Sekta Hai. To Chliye Shuru Karte Hai Aaj Ka Topic:-

  • Kandho Ki Chot Se Bachav

                      Kandhe Me Chot Lagna Ek Galat Technique Ki Or Ishara Kerta Hai Galat Stroke Technique Kyi Swimmers Ke Kandho Me Lgi Chot Ka  Karen Hai Doctor Ke Pas Jane Se Bachne Ke Liye Sabse Shi Tarika Hai Ki Swimmer Apne Stroke Technique Pe Dhyan De Jb Ap Apne Stroke Ka Analysis Kerenge To Apko Ye Baat Pta Chalegi Ki Apke Body Ka Kun Kun Sa Hissa Apke Stroke Mai Saamil Hota Hai Stroke Technique Me Ek Choti Si Bhi Gadbadi Swimmer Ko Doctor Tk Le Ja Sekti Hai Isi Liye Swimmers Ki Swimming Ka Analysis Kerna Bahut Important Hai

  • Sahi Gyan

          Jitna Jyada Kisi Chij Ke Bare Me Ap Janenge Utna Jyada Us Chij Pe Apka Control Hoga Bhle He Vo Swimming Ho Ya Apki Life Technique Pr Focus Kern Ke Liye Thoda Time Lagta Hai Lekin Agar Apko Technique Ki Shi Jankari Hai To Apko Bakio Se Km Time Lagega  Isliye Technique Pr Kam Kerne Se Pehle Uski Jankari Lena Bahut Zaroori Hai

  • Ek Video Ke Dwara Stroke Analyze Krne Me Time Dena Ya Ek Stroke Clinic Ke Liye Sing Up Kerna Jruri Hai

Agar Apko Samajh Nhi Hai Ki Ap Kya Galat Kr Rhe Ho To Ya Kaise Apka Stroke Improve Hoga To Apko Bahut Time Lgega Ek Achha Swimmer Banne Me Apki Ek Achhi Swimming Video Apko Swimming Me Ki Gyi Ya Ho Rhi Galtyio Ko Achhe Se Dikha Sakti Hai

          Sbse Behter Yhi Hota Hai Ki Ap Apne Swimming Ke Video Ko Apne Coach Ke Saath Share Krke Uspr Baat Kre Apni Ki Gyi Galtyio Ko Kaise Sudhar Sakte Hai Uspr Foucs Kre.

Dhnyavad Dosto Is Article Ko Pura Padhne Ke Liye Ye Article Pranjal Pal  Dwara Likha Gya Hai Agar Apko Article Pasand Aaya To Plzzz Niche Comment Zaroor Kre

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments

About Braden Keith

Braden Keith

Braden Keith is the Editor-in-Chief and a co-founder/co-owner of SwimSwam.com. He first got his feet wet by building The Swimmers' Circle beginning in January 2010, and now comes to SwimSwam to use that experience and help build a new leader in the sport of swimming. Aside from his life on the InterWet, …

Read More »